Tofa (The Gift)
Socha aaj phir tujhe tofa bhejun,
Jaan se pyari cheez ko main kya bhejun.
Unn chandni ratoon meen banayi hui vo teri tasveer bhejun.
Ya phir chandni ratoon meen pooche vo sawal bhejun.
Saloon se sajoye teri yadeen bhejun,
Ya phir unn ratoon meen jalkee ashqon ka vo sailaab bhejun,
Bheed meen mahsus ke hui vo tanhai bhejun.
Ya phir tere yadoon meen betaye paloon ka hisab bhejun,
Vo teri banayi hui tasveer bhejun,
Ya phir apne bigdi hui takhdeer bhejun.
Unn chiragoon ke roshni behjun,
Ya phir uss chirag ke tale anderi ke parchai bhejun
Meri zindagi tuhe bata,
Tujhe thofe meen main kya bhejun.

Comments
Post a Comment