Posts

Showing posts with the label Shayari

Jeene ke koshish

Zindagi meen kuch kaami se hai tere jaane ke baad Saab kuch ho kar bhi kuch kaami se hai Ai kaash kuch aisa kar sakhun ke usse mere dil ka haal pata chal jaye Jeetna main hun vo bhi utni he bekarar ho jaye Kaash ke main usse pa sakun Kaash ke vo ye samajh sake Kaise usse main bataun, kaise samjhaun Jaab bhi uska kayal ataa hai.. Dil ruk sa jata hai... Usko bhulane ke koshish karta hun haar roz Uska bhala sa chehra bhulane ke koshish karta hun har roz Usee nafrat se bhulana chaha, kitaboon meen tabana chahaa Nafrat ne pyar badha diya aur kitaboon meen uska chehra dikha diya Tera intezaar haar lamha karungaa main Kayaloon meen tera aksh pane ke koshish karungaa main Tere dil taak ye kalaam pahuchane ke koshish karunga main Tujhe apne zahaan se rukhsat karne ke koshish karunga main Is dil ko samjhane ke koshish karunga main Tere liye dua aur jeene ke koshish karunga main

Teri Yadeen

Yaad hai vo tera masum sa chehra... Vo tere bhole se hassi Kaab tu dil meen utaar gayi pata na chala kaab tu zindagi ke zaroorat baan gayi pata na chala Pagal sa ho gaya thaa jaab tu gayi the Zindagi jaise ruth se gaye thee Unn galiyoon meen jana chod diya Unn nagmoon ko gun gunana chod diya Tere yaadon ne zalim, Bhari mahfil meen tanha bana ke chod diya Haar ek lamha saal sa lagta hai, Abb to haar dil meen ghaav sa lagta hai Viraaniyoon nee saath nebhana chod diya Dil ne bhi Mushkurana chod diya. Bahut mushkil se bandha tha es dil ko, t ere ek awaaz ne es bandhan ko thod diya Phir tere yadoon ne mujhe tanha chod diya.

Teri Justju

Teri justju(talash) me bikhar jaana chahta hoon kisi shab(raat) kahin thahar jaana chahta hoon Chashamtar(bhigi aankhain) tera visal-e-intzaar bahut hua tere roobaroo ab bifar(rona) jaana chahta hoon Musafat(doori) se tera didaar bahut ho chuka Ab to tere bahut kurab(nazdik) se guzar jaana chahta hoon Teri khawahish dil me chhipaye ek arasa guzara ab to tere isaq me kuchh kar jaana chahta hoon Tujhe paana naamumkin hai ab jaan chuka hoon Ab to tujhe nazaron me bharkar mar jaana chahta hoon..

Mirza Ghalib

1. Koi ummeed bar naheen aatee (No hope comes my way) Koi soorat nazar naheen aate (No visage shows itself to me) 2. Maut ka ek din mu’ayyan hai (That death will come one day is definite) Neend kyon raat bhar naheeh aatee? (Then why does sleep evade me all night?) 3. Aage aatee thee haal-e-dil pe hansee (I used to laugh at the state of my heart) Ab kisee baat par naheen aatee (Now no one thing brings a smile) 4. Jaanta hoon sawaab-e-taa’at-o-zahad (Though I know the reward of religious devotion) Par tabiyat idhar naheen aatee (My attention does not settle in that direction) 5. Hai kuch ‘eisee hee baat jo chup hoon (It is for these reasons that I am quiet) Warna kya baat kar naheen aatee? (If not, would I not converse with you?) 6. Kyun na cheekhoon ki yaad karate hain (Why should I not remember you?) Meree aawaaz gar naheen aatee (Even if you cannot hear my lament) 7. Daagh-e-dil gar nazar naheen aata (You don’t see the anguish in my heart) Boo bhee ‘ei chaaraagar ! nahee...

Learnt to Live

Jeete Theh Kabhi Kisi Ke Mohabaat Ke Bina Tumne Jo Mohabaat Sikhlai To Muskurana Aa Gaya Nahi Milne Ki Koi Umeed Es Dil Ko Ki Ab Dil Ko Tere Bina Bhi Jeena Aa Gaya

Miss You !!

Usse kehna maze mai hai hum, Bas zara yaaden satati hai, Uski duri ka gum nahi mujhe, Bas zara aankhe bheeg jati hai……… . Usko Bas Itna Bata Dena, Itna Aasaan Nahi Hai Tumhe Bhula Dena, Teri Yaadein bhi Tere Jaisi hi Hain, Aati Hain Aur Baas Rula Jaate Hain