Jeene ke koshish

Zindagi meen kuch kaami se hai tere jaane ke baad
Saab kuch ho kar bhi kuch kaami se hai

Ai kaash kuch aisa kar sakhun ke usse mere dil ka haal pata chal jaye
Jeetna main hun vo bhi utni he bekarar ho jaye

Kaash ke main usse pa sakun
Kaash ke vo ye samajh sake

Kaise usse main bataun, kaise samjhaun

Jaab bhi uska kayal ataa hai..
Dil ruk sa jata hai...

Usko bhulane ke koshish karta hun haar roz
Uska bhala sa chehra bhulane ke koshish karta hun har roz

Usee nafrat se bhulana chaha, kitaboon meen tabana chahaa
Nafrat ne pyar badha diya aur kitaboon meen uska chehra dikha diya

Tera intezaar haar lamha karungaa main
Kayaloon meen tera aksh pane ke koshish karungaa main

Tere dil taak ye kalaam pahuchane ke koshish karunga main
Tujhe apne zahaan se rukhsat karne ke koshish karunga main

Is dil ko samjhane ke koshish karunga main
Tere liye dua aur jeene ke koshish karunga main

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

When, I was a Kid

The Conscience of a Hacker

Shayari